|
|
|
kya faaida, |
|
|
kya faaida,
Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida,
************
Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida
************
Kya kahoon aapse kitni umeeden thi Aap kya badle duniya badal si gayi,
************
Aasra de ke dil tod te hain mera Is tarah sataane se kya faaida,
************
Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan,
************
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida...!!!
************
|
|
|
|