|
|
|
lag jaata hai yeh rog |
|
|
Har naam sar-e-aam pukara nahin jaata har naam yuhn kagaz pe utara nahin jaata
hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hain hume ke hum paas se kabhie dekhe unhe agar woh paas aaye to hume apni palkon ko uthaya nahin jaata
ishq par zor chalta nahin ae dost lag jaata hai yeh rog lagaya nahin jaata
******
|
|
|
|