yakeen
yakeen har rishte ki buniyaad hota hain ,tut jaaye agar to judna kahan aasan hota hain ,kehna aasan hain humain yakeen nahi hain tumpe,lekin dard is Lafz ka be-panah hota hain.******